रजरप्पा मंदिर रांची से करीब 80 किलोमीटर की दूरी में है।यह मां कामाख्या के बाद देश का दूसरा सबसे बड़ा शक्तिपीठ है।इस वीडियो में आपको मां छिन्मस्तिका का दर्शन कराएंगे साथ ही इसके इतिहास के बारे जानेंगे।

#rajrappa #templeinjharkhand

GEAR USED

My mic :https://amzn.to/39gaqFY

My tripod: https://amzn.to/3Ck4nfP

My Phone:https://amzn.to/3EtHGHS

Our Some Other Playlist-

MS Dhoni-Ranchi Ke Rajkumar

Jharkhand Tourism

Market in Ranchi

Ramnavmi Ranchi

Jharkhand Gyan

Ranchi Durga Puja Pandal

#Ranchi #Jharkhand #RanchiClips

42 Comments

  1. Bakre ki bali kyon ? Apni bali chadhao n , maa ko jyada pasand aayegi . Kab aur kisse Devi maa ne kaha ki Bakre ki bali chahiye . Neech logon ka neech karm 😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡😡

  2. Jai shree Krishna Jai shree radhe raman Jai maa Saraswati Jai maa lakshmi Jai maa mahakali 🎁😌🎁🎁🙏🔱🔱❤😮😊

  3. Ye to galat baat hai ki maa ke mandir me c.m ke liye alag aur aam admi ke liye alag riwaj hai Jai Mata ki

  4. लेकिन कहा जाता है कि मंदिर के अंदर कैमरा ओपन नहीं होता है।

  5. Rajrappa mandir me ab santhalon ka jikr bhi nahi hota par sach to yehi hai ki rajrppa ke damodar nadi par santhal log hi sadiyon se asthi bisarjan karne ke liye odisa bihar jharkhand ke santhal log ate hain pahle us jagah me ek bhi mandir nahi tha sirf chttan tha asthi bisarjan karne ke bad usi chattan par puja path karte the

  6. Sadiyon se santal log Damodar nadi me asthi bisarjan karne ke bad Rajrappa me santhal log puja karta tha us samai koi mandir nahi tha aur han ek mandir banne ke bad wahan ka pujari panda log har sal kolhan taraf santhal log ka gaon me ata tha dharti shrishti ka kahani sunate hue rat bita ta tha har gaon me aur us ke ewaj me chal ya kuch rupye dakshina ke rup me leta tha.

  7. Purani kahani kaha jata hai ki raj rappa Bali maagosa me apni sirko kat Li thi jay mata di he maa apke adbhut kahani hai maa jai mata di Mai apko koti koti naman karta hun maa jai mata ji

  8. Bakre ki bali ya kisi ki bali mat dijiye kyun ki isse pap hota hai aur isse mata kabhi bhi prasann nahin hoti hain yahan tak ki Srimad Bhagavat Geeta mein saaf saaf bali nahin deno ko kaha gaya hai. Bali se ap devta ko vivash kar ke apni iccha ki purti kar sakte hain par baad mein iska bahot bheeshan parinam hota hai. Kabhi bali na dein.

    Jai Mata Adishakti 🙏🌺

Write A Comment